Whatsapp
Hello Friends, Dosto Aaj Hum
Baat Karenge Whatsap Ki Jo Aaj Kal Har Kisi Ke Android Phone Par Mil Jata Hai. Or
Dosto Whatsapp Ko Use Karna Bhi Bahut Asaan Hai. Or Yeh Chatting Ke Liye Bahut
Hi Achha Apps Hai. Jisme Or Bhi Kai Tarah Ke Feature Hai.
Iske Baad Wo Apne Ek Russi Dost Alex Fishman
Ke Paas Gye, Or Onhone Ek Apni Application Banana Ke Bare Mein Soch Liya. But Jo
Yojna Wo Banane Ke Bare Mein Soch Rahe The Wo Bina Iphone Developer Ke Puri
Nahi Ho Sakti Thi. Oske Liye Fishman Ne Ek Russi Developer Dhonda.
Or Iske Baad On Hone Ek Application Banai. Jan Koum Ne
Is Application Ka Naam Rojana Mein Paryog Kiye Jane Wale Shabad "What"S
Up" Ke Opar Yaani Whatsapp Rakha. Shuru Shuru Mein Whatsapp Kuch Jagah Par
Nahi Chala. Or Crash Ho Gya.
Kaam Band Karne Ka Vichar: Jab Whatsapp Kai Jagah
Par Crash Ho Gya To Koum Ne Socha Ki Ab Is Application Ko Band Kar Dena Chahiye.
Or Kahi Job Lag Jana Chahiye. Par Brian Acton Ne Onka Hosla Badaya Or Fir Se
Oske Opar Ek Baar Kam Karne Ko Bola. Jon Koum Oski Baat Man Gye Or Fir Se Os
Application Ke Opar Kaam Karne Lage.
Whatsapp Mein Badlav: June 2009 Mein Apple Ne Push Notification Shuru Ki Jisko
Dekh Kar Koum Ne Bhi Whatsapp Mein Kuch Badlav Kiye. Ab Whatsapp Mein Agar Koi
Apna Status Chang Karta To Oske Network Ke Hare K Contact Ko Iske Bare Mein
Pata Chal Jata. Or Notification Mil Jayega. Dec 2009 Mein Whatsapp Mein Photo
Share Karne Ki Savaye Shuru Ki Gai. Or 2011 Mein Whatsapp Bahut Jayada Mashhor
Ho Gya.
Dosto Aaj Jon Koum Company Ke CEO
Hai. Or Jon Koum Ke Paas Cpmpany Ki 85 % Hisedaari Hai. 2013 Mein Whatsapp Ko 200
Crore Se Bhi Jayada Logo Ne Paryog Kiya Tha. Or 2014 Aate Aate Ye Sankhiya 500 Crore
Ho Gai. Isme Har Roj 700 Crore Picture Or 100 Crore Video Ek Dosre Ko Bheji
Jati Hai.
Jan Koum Ne Ek Baar Twitter Se
Ye Baat Batai Thi Ki, Whatsapp Mein 600 Crore Se Bhi Jayada User Hai. Or Har
Roj Isme 25 Crore New User Add Hote Hai. Koum Ne 2015 Mein Ek Application Or
Banai Jiske Dara Log Whatsapp Web Ke Sahare Apne Computer Ya Laptop Par Bhi
Whatspp Ko Chala Sakte The.
Whatsapp Ki Kuch Or Rochak Baate
vDosto
Whatsapp Ko Sab Se Jayada India Mein Use Kiya Jaata Hai.
vWhatsapp
Panchvi Aisi Application Hai Jisko Sab Se Jaada Use Kiya Jata Hai.
vWhatsapp
Ka Paryog 53 Language Mein Kiya Jata Hai.
vWhatsapp
Mein Sirf 53 Engineer Kam Karte Hai.
vWhatsapp
Mein 100 Crore Se Jayada Group Hai.
vAisa
Bhi Mana Jata Hai Ki Whatsapp Or Skype Ki Wajah Se Dosri Companies Ko Har Saal
Bahut Nuksaan Hota Hai.
vFacebook
Ne Whatsapp Ko 1182 Crore Mein Kharid Liya Hai Jo Aaj Tak Ki Sab Se Mahngi Deal
Hai.
Dosto Agar
Apko Yeh Post Achhi Lagi Ho To
Please
Like And Share Karen. And Comment Jarur Karen. Apka Dost
Sunil Negi
Comments
Post a Comment
thank you for comment