facebook ke bare mein jaane....



Mark Zukerberg
Dosto Aaj Hum Baat Karte Hai Facebook Ko Banana Wale Mark Zukerberg Ki. Dosto Mark Zukerberg Ne Computer Mein Software Programming Apne Pita Se Sikhi Thi. Onhone Kam Omar Mein Hi Zucknet Naam Ka Ek Software Banaya Tha.

Dosto 28 October 2003 Ko Mark Zukerberg Ke Sath Onke 3 Dosto Ne Facemash Naam Ki Ek Website Design Ki Jis Se Online Software Ke Dara Ek Student Dosre Student Ki Photo Ke Liye Hot Ya Not Rating Kar Sakte The.



Dosto Facebook Ki Shurwaat 4 – 2 – 2004 Mein Harward University Mein Hoi Thi. Onhone Isko Wahi Par Lonch Kiya Tha. Waise To Mark Zukerberg Ne Facebook Apne School Ke Student Ke Liye Banaya Tha. Par Kuch Time Baad Onhone Facebook Ko Or School Student Tak Pahochane Ki Sochi. Mark Zukerberg Ne Iski Shurwaat. New York University, Standford, Columbia, Dartmouth, Cornell, Penn, Brown, And Yale Se Ki.



Dosto October 2006 Mein Jaise Hi Facebook Ne 50 Crore Trafice Pure Kiye. To Yahoo Ne Facebook Ko 1 Arab Dolour Mein Kharidne Ka Offer Diya. Par Mark Zukerberg Ne Iske Liye Bilkul Mana Kar Diya.




24 May 2007 Mein Markzukerberg Ne Facebook Platform Ki Ghoshana Ki. Jis Se Puri Duniya Mein Se 800000 Se Bhi Jayada Developer Facebook Se Jode.




Dosto Mark Zukerberg Ne Apni Girlfriend Se Shaadi Ki. Jinka Naam Tha. Priscilla Chan Jo California Mein Rehti Thi. Dosto Mark Zukarberg Ki Do Betiya Hai. Jinka Naam Hai. Maxima Chan Zukerberg And August Chan Zukerberg.


27 – 09 – 2015 Mein Mark Zukerberg Ne India Ke Pm Narindra Modi Ji Se Molakaat Ki. Jinse Bharat Mein Internet Ko Badawa Dene Ke Bare Mein Baat Ki Gai. Or Modi Ji Ne Mark Zukerberg Ki Tariff Bhi Ki.


Dosto Mark Zukerberg Ne Bahut Hi Kaam Omar Mein Bahut Badi Safalta Hasil Ki Hai. Jisme Onki Bahut Sari Mehnat Lagi Thi. Onhone Ne Kabhi Bhi Chhoti Chhoti Asafaltao Se Haar Ni Mani. Or Aage Badte Rahe.

 please like and share my post. apka dost 
sunil negi



 



Comments