Mark Zukerberg
Dosto Aaj Hum Baat Karte Hai Facebook Ko Banana
Wale Mark Zukerberg Ki. Dosto Mark Zukerberg Ne Computer Mein Software
Programming Apne Pita Se Sikhi Thi. Onhone Kam Omar Mein Hi Zucknet Naam Ka Ek
Software Banaya Tha.
Dosto 28 October 2003 Ko Mark Zukerberg Ke Sath
Onke 3 Dosto Ne Facemash Naam Ki Ek Website Design Ki Jis Se Online Software Ke
Dara Ek Student Dosre Student Ki Photo Ke Liye Hot Ya Not Rating Kar Sakte The.
Dosto Facebook Ki Shurwaat 4 – 2 – 2004 Mein
Harward University Mein Hoi Thi. Onhone Isko Wahi Par Lonch Kiya Tha. Waise To
Mark Zukerberg Ne Facebook Apne School Ke Student Ke Liye Banaya Tha. Par Kuch
Time Baad Onhone Facebook Ko Or School Student Tak Pahochane Ki Sochi. Mark
Zukerberg Ne Iski Shurwaat. New York University, Standford, Columbia,
Dartmouth, Cornell, Penn, Brown, And Yale Se Ki.
Dosto October 2006 Mein Jaise Hi Facebook Ne 50
Crore Trafice Pure Kiye. To Yahoo Ne Facebook Ko 1 Arab Dolour Mein Kharidne Ka
Offer Diya. Par Mark Zukerberg Ne Iske Liye Bilkul Mana Kar Diya.
24 May 2007 Mein Markzukerberg Ne Facebook
Platform Ki Ghoshana Ki. Jis Se Puri Duniya Mein Se 800000 Se Bhi Jayada
Developer Facebook Se Jode.
Dosto Mark Zukerberg Ne Apni Girlfriend Se
Shaadi Ki. Jinka Naam Tha. Priscilla Chan Jo California Mein Rehti Thi. Dosto
Mark Zukarberg Ki Do Betiya Hai. Jinka Naam Hai. Maxima Chan Zukerberg And
August Chan Zukerberg.
27 – 09 – 2015 Mein Mark Zukerberg Ne India Ke
Pm Narindra Modi Ji Se Molakaat Ki. Jinse Bharat Mein Internet Ko Badawa Dene
Ke Bare Mein Baat Ki Gai. Or Modi Ji Ne Mark Zukerberg Ki Tariff Bhi Ki.
Dosto Mark Zukerberg Ne Bahut Hi Kaam Omar Mein
Bahut Badi Safalta Hasil Ki Hai. Jisme Onki Bahut Sari Mehnat Lagi Thi. Onhone
Ne Kabhi Bhi Chhoti Chhoti Asafaltao Se Haar Ni Mani. Or Aage Badte Rahe.
sunil negi
Comments
Post a Comment
thank you for comment